Wednesday, August 18, 2004

"To be, or not to be: that is the question" Vajpayee style.

Fourteen lines that I penned in response to the "Modi ko hatana chahiye tha" (I wanted Modi out) controversy featuring our very own Atal Behari Vajpayee. This post prompted by the recent comments from the Supreme Court of India on the Modi led Gujarat government:
Atal irade, nek vichar,
Manali mein chad gaya bukhar.

Modi ko hatana tha, hatake rahenge,
Gujarat ka dhabba mitake rahenge

Lekin sunta kaun hai, poochhta hai koi?
Advani, Venkaiah, Jaswant, Pramod, Arun, aur phir RSS se joojhta hai koi?

Vikas purush ki baat kisi ek ne na maani,
Saptah bhar mein baat hui purani.

So, ab chup ho jao aur phir dekho,
Agli chhuti mein koi aur paasa phenko.

Shayad chal jaye,
Baat ban jaye.

Nahin to keh do, "I have been misquoted."
Maine kaha kuchh aur tha, not as reported.

0 Comments:

Post a Comment

<< Home